Wednesday, 7 January 2015

Seerat Paak Sallaah Alaihi Wasallam

Aaqa sallallahualyhiwasallam ki paidaish
Tahqiqi riwayat ke mutabiq jispar khud aala hazrat ka bhi ittifaq hai
8 rabiulawwal
Kuch muhaqqiqin ke nazdik 9 rabiulawwal aor mashhoor sirf 12 hai lekin haqaiq se iska koi jod nahi hai
English date
22 April 561
Hindi taarikh
1 jeth    bikrami
Time
Subah 4/20 aor 4/45 ke darmyan

AAQA sallallahualyhiwasallam ke walide muhtaram kaa naam
Hazrat Abdullah
Dada Sahib kaa naam
Walida muhtarama ka naam
Hazrat Aamina
Dadaji kaa naam
Hazrat Abdulmuttalib
Dadiamma kaa naam
Hazrat e Fatima
Nana jaan kaa naam
Hazrate Wahab
Nani amma kaa naam
Hazrate barraa

AAQA sallallahualyhiwasallam kee azwaje mutahharaat yaani paak biwiyaa
1-Hazrat e khatija binte khuwelad radiyallahuanhaa
2-Hazrat e saodaa binte zamaa radiyallahuanhaa
3-Hazrat e aaisha binte Abu bakar Siddiq  radiyallahuanhumaa
4-Hazrat e hafsaa binte Umar bin khattab radiyallahuanhumaa
5-Hazrat e Umme habiba binte Abu sufyan radiyallahuanhumaa
6-Hazrat e Umme Salma binte umaiyya radiyallahuanhaa
7-Hazrat e zainab binte jahash radiyallahuanhaa
8-Hazrat e zainab binte khuzaima radiyallahuanhaa
9-Hazrat e juweriya binte Haaris radiyallahuanhaa
10-Hazrat e safiyya binte huyay bin akhtab radiyallahuanhaa
11-Hazrat e maimoona binte Haaris radiyallahuanhaa

AAQA sallallahualyhiwasallam ke chacha
1/Haris bin Abdul muttalib
2/Qusum
3/Zuber
4/Hazrat e hamza radiyallahuanhu
5/Hazrat e Abbas radiyallahuanhu
6/Khwaja Abu taalib
7/Abu lahab
8/Abdul Kaaba
9/Hajl/Mugairah
10/Zaraar
11/Geedaaq

AAQA sallallahualyhiwasallam ki phoophiyaa
1/Hazrat e safiyya radiyallahuanhaa
2/Hazrat e Aatikaa
3/Hazrat e urwaa
4/Hazrat e umemaa
5/Hazrat e barraa
6/Hazrat e Umme hakim / baizaa

AAQA sallallahualyjiwsallam kee pyaree khaalaay
1/Fareesah
2/ Faakhtah
AAQA sallallahualyhiwasallam ke pyare maamoo
1/Aswad
2/ Abde yagoos
3/ Umair

AAQA sallallahualyhiwasallam ke Pyare ghode
1/Sakab
2/Sabhah
3/Murtajiz
4/Lizaaz
5/Laheef
6/Zarib
7/Alward
8/Malaweh
9/Sadaad
10/Ablaq
11/Zul iqaal
12/Zawil lammah
13/Almurtajil
14/Sarjaan
15/Yaasoob
16/Bahr
17/Adham
18/Sahaa
19/Sajil
20/Marawih
21/Najib
22/Tarf

AAQA sallallahualyhiwasallam ke mubarak gadhe
1/ Ufair
2/ Yaafoor

AAQA sallallahualyhiwasallam kee bhot zyada doodh dene wali uootniyaa
1/ Alhasanaa
2/ Assamraa
3/Alarees
4/Assadiyaa
5/Albagoom
6/ Alyaseera
7/Arrayaa
8/Bardaa
9/ Mahraa
10/ Shaqraa
11/Azbaa
12/Adbaa(dwad) Ispar hijrat farmayi ther
13/ Qaswaa
14Jadaaa

AAQA sallallahualyhiwsallam kee pyaree betiyaa
1/Hazrat Zainab radiyallahuanhaa
2/Hazrat Ruqayya radiyallahuanha
3/Hazrat umme kulsoom radiyallahuanha
4/Harzrat Fatima radiyallahuanha

AAQA sallallahualyhiwasallam ke pyare bete
1/Hazrat Qasim radiyallahuanhu
2/Hazrat Abdullah (Tayyab/Tahir)radiyallahuanhu
3/Hazrat Ibrahim radiyallahuanhu

AAQA sallallahualyhiwasallam ki pyaree bakriyaa
1/Ajwaa
2/Zamzam
3/Suqyaa
4/Barakaa
5/ Warasaa
6/ Itlaal
7/ Atraaf

Hamare aaqa sallallahualyhiwasallam ke paas 100 Bakriyaa thee

Hamare aaqa sallallahualyhiwasallam ke paas 1/2/3/4/5/6/7/
Bhed (ghete) Thee jinko Hazrate aiman Ibne umme aiman radiyallahuanhuma charayaa karte thhe

AAQA sallallahualyhiwasallam ke mubarak khacchar
1/Duldul
2/Fizzaa
3/Dooma ke waali ne hadya diya thaa
4/Hazrat najjashi radiyallahuanhu ne hadya diya thaa
5/ Ieliya ke waali ne hadya diya thaa
6/Kisra ne hadya diya thaa (isme ikhtilaf hai)

AAQA sallallahualyhiwasallam kee mubarak dhaal
1/ Azzalooq
2/ Alfutq
3/ Hajfaa
4/Ek dhaal jispar mendhe kee shakl bani huee thee aaqa sallallahualyhiwasallam ne apne paas rakhna pasand farmaya Fir agle din dekha to allah ne us tamseel ko mita diya thaa

No comments:

Post a Comment