Wednesday 7 January 2015

Kiyo Ro Rahey Ho?

Ek Aadmi Ro Raha Tha, Kisi Ne Usse Waja Puchi
usne kaha -

Mera 1 Beta Tha Maine use Padhaya Socha use
Bada Aadmi Banaunga,

uss ko
Matric,
INTER,
B.A,
M.A,
aur

Phir Baahar Padhai ko Bheja,

Magar?

Achank wo Beemar Ho Gaya aur Doctor Ne jawab
De Diya,

aur wo Apni Zindgi k Last Saanse Gin Raha Tha.

1 Din Bola - Abbu, Mere Certificate Le Aaye.

Jb Main Laya Toh Bola -Abbu,

ye Meri Sb Degreeyan Hai,

Magar Abbu, Apne MUJHE "QURAN" Nahi Padhaya..

"KHUDA"ko kya Muh
dikhaunga.?

To phir

Mohabbat kis se ki jaye ?

1)Duniya se?

Ye to rulaati hai,

2)Phoolon se?

Woh to murjha jaatey hai,

3)Paise se?

Woh to rishto ko todti hai,

4)Bulanndi se?

Woh to mooh ke bal giraati hai,

5)Khooshi se?

Woh to waqt ki hoti hai

6)Logon se?

Woh to bewafa hote hai,

To phir aakhir Muhabbat kis se ki jaye ?

MUHAMMAD
Sallallahu alaihevasallam
se

Jo uss din bhi saath nibhayenge jab

''Maa baap''bhi apni aulad ko bhool jayenge..!

ISS MSG KO ITNA SEND KARO JITNA IS NAAM SE PYAR HAI.

Dua mein yaad rakhna
"AKHIRAT" Ka "PAPER" Out Hai?

   Section (A)
    "QABAR"

  Section (B)
  "HASHAR"

Section "A" Mein 3  Q/s Hai

Q1.Tumhara RAB Kaun Hai?
Q2.Tumhara DEEN Kya Hai?
Q3 Tumhara NABI Kaun Hai?

Section "B"  5 Q/S

Q1. Apni Umar Kahan Guzari?
Q2. Jawani Kin Kamon Mein Kharch Hui?
Q3. Maal Kahan Se Kamaya?
Q4. Aur Kahan Kharch kiya?
Q5. Apnay ilm Par Kya Amal Kiya?
Jis K Pas Ye Msg Aaey,Wo Tyari Kar Le
Aur
Dusro Ko Bhi Batay
Pata Nahi
Exam Kab Start Ho Jaye !
QURAN me 4 Masjidon ke naam hain..
1. Masjid e HARAM
2. Masjid e AQSA
3. Masjid e QUBA
4. Masjid e DHARAR
____________________________
QURAN me 3 Shehron ke naam hain..

1. MAKKA
2. MADINA
3. BABUL
____________________________
QURAN me 4 Pahadon ke naam hain..

1. TOOR
2. JUDI
3. SAFA
4. MARWA

_____________________________
QURAN me 4 Dhaatuon ke naam hain..

1. SONA
2. CHANDI
3. TAMBA
4. LOHA

_____________________________
QURAN me 4 Sabziyon k naam hain..

1. PIYAZ
2. LAHSUN
3. KAKRI
4. SAAG
______________________________
QURAN me 3 Darakhton ke naam hain..

1. KHAJOOR
2. ZAITOON
3. BERI
____________________________
QURAN me 4 Parindon ke naam hain..

1. HOOD HOOD
2. ABABEEL
3. KAUWA
4. TEETAR

Allah de k bhi aazmata hai aur le k bhi aazmata hai

Gareeb Aadmi roti haasil krne k liye dorrta hai, Ameer roti hazam karne ke liye dorrta hai

Gunah mein lazzat zarur hai magar sukoon nahi

Baat alfaaz ki nahi lehjey ki hoti hai

Kisi k baare me bura mat socho ho skta hai woh Allah ki nazar mai tum se behtar ho

1 Maa Baap, 7 baccho ki prvarish kr sakte hain, lekin 7 bacche mil kar bhi, 1 Maa-Baap ki khidmat nahi kar sakte

Aadmi Beemari k dar se khaana to chhor deta hai, magr Akhirat k dar se gunaah nahi chhodta!

No comments:

Post a Comment